SONG: Chhedi Maut Ne Shahnayi Aaja Aane Wale - छेड़ी मौत ने शहनाई आजा आने वाले

Chhedi Maut Ne Shahnayi Aaja Aane Wale - छेड़ी मौत ने शहनाई आजा आने वाले

LYRICS:
chhedi maut ne sahnayi aaja aane wale chhedi maut ne sahnayi aaja aane wale teri raah dekhe heer kafan ka ghunghat daale kafan ka ghunghat daale kafan ka ghunghat daale sar pe sehra nahi hai kismat ka hamare ek fer hai sar pe sehra nahi hai kismat ka hamare ek fer hai mere gesu ki mahak meri chudi ki khanak thodi der hai mere gesu ki mahak meri chudi ki khanak thodi der hai tuti saanso ki janjir pade jine ke laale, pade jine ke laale aaja aane wale chhedi maut ne sahnayi aaja aane wale chhedi maut ne sahnayi aaja aane wale aaja aane wale aaja karke jatan koi dam ki dulhan mehman hai aaja karke jatan koi dam ki dulhan mehman hai meri nikle ye ja tere kadmo pe ye arman hai meri nikle ye ja tere kadmo pe ye arman hai ban jaye bigdi takdir najar jo tuhjko pale, najar jo tuhjko pale aaja aane wale chhedi maut ne sahnayi aaja aane wale chhedi maut ne sahnayi aaja aane wale teri raah dekhe heer kafan ka ghunghat daale kafan ka ghunghat daale kafan ka ghunghat daale