SONG: Chhede Hai Mujhko Kaari - छेड़े है मुझको कारी

Chhede Hai Mujhko Kaari - छेड़े है मुझको कारी

LYRICS:
chhede hai mujhko kaari badariya re chhede hai mujhko kaari badariya re bairi mausam suhana pees gayi jawani meri haay pees gayi jawani meri rup ke bojh se pees gayi jawani meri rup ke bojh se yun chakki me dana chhede hai mujhko na to kisi ne meri baiyaa marori na kangna chhankaya, na kangna chhankaya rahgi tadap ke naagan si ankhiyaa koi sapera na aaya, koi sapera na aaya sara zamana hai begana re sara zamana hai begana koi na jana pahchana pees gayi jawani meri, haay mar gayi daiya pees gayi jawani meri rup ke bojh se yun chakki me dana chhede hai mujhko apne dil ki har chahat ko kisi ke naam laga dun main kisi ke naam laga dun jo tujhpe hai beet rahi vo usko baat bata dun, usko baat bata dun kab koi pardeshi aaye kahi se haay kab koi pardeshi aaye kahi se banke mile anjana pees gayi jawani meri haay pees gayi jawani meri rup ke bojh se yun chakki me dana chhede hai mujhko