SONG: Chheda Mere Dil Ne Tarana Tere Pyar Ka - छेड़ा मेरे दिल ने तराना तेरे प्यार का

Chheda Mere Dil Ne Tarana Tere Pyar Ka - छेड़ा मेरे दिल ने तराना तेरे प्यार का

LYRICS:
pyar ka saaz bhi hai, dil ki aawaz bhi hai mere geeto me tumhi tum ho, mujhe naaz bhi hai chheda mere dil ne tarana tere pyar ka chheda mere dil ne tarana tere pyar ka jisne suna kho gaya, pura nasha ho gaya chheda mere dil ne tarana tere pyar ka jisne suna kho gaya, pura nasha ho gaya chheda mere dil ne tarana tere pyar ka aankhe bani paimane dil huye mastane rahe badi matavali, aane lage divane aankhe bani paimane dil huye mastane rahe badi matavali, aane lage divane mila mere geet me fasana tere pyar ka mila mere geet me fasana tere pyar ka jisne suna kho gaya, pura nasha ho gaya chheda mere dil ne tarana tere pyar ka gesu bane zanjire, qaid hui taqdire nach rahi hai jawaniyan, jaise teri tasvire gesu bane zanjire, qaid hui taqdire nach rahi hai jawaniyan, jaise teri tasvire haay tera naam bhi shagufa hai bahar ka haay tera naam bhi shagufa hai bahar ka jisne suna kho gaya, pura nasha ho gaya chheda mere dil ne tarana tere pyar ka bhole bhale qatil, jina kar diya mushkil jab bhi tu sharmaai, dil hua mera bismil bhole bhale qatil, haay jina kar diya mushkil jab bhi tu sharmaai, dil hua mera bismil khali nahi jata nishana tere pyaar ka khali nahi jata nishana tere pyaar ka milne tujhe jo gaya, zakhmi wahi ho gaya chheda mere dil ne tarana tere pyar ka jisne suna kho gaya, pura nasha ho gaya chheda mere dil ne tarana tere pyar ka