SONG: Chhaya Hua Hai Kadaki Ka Mausam - छाया हुआ हैं कडकी का मौसम

Chhaya Hua Hai Kadaki Ka Mausam - छाया हुआ हैं कडकी का मौसम

LYRICS:
chhaya hua hai kadaki ka mausam or pet khali ab kya kare aise me dilbar dil mangta hai bhojan ki thali ab kya kare ab kya kare koi na jane dil ki lagi ko o dil ke mali ab kya kare haye aau to kaise kadmo me jag ne janjir dali ab kya kare o ab kya kare sab kha rahe maje se prathe chale mere dil par chhuri or kate mohabbat me yaro nikla divala sabki divali ab kya kare koi na jane dil ki lagi ko o dil ke mali ab kya kare haye o ab kya kare haye sara jamana khushiya manaye bin tere sajan kuch bhi na bhaye tu dur hai to pili padi hai balo ki lali ab kya kare haye koi na jane dil ki lagi ko o dil ke mali ab kya kare haye o ab kya kare haye chhaya hua hai kadaki ka mausam or pet khali ab kya kare aise me dil bar dil mangta hai bhojan ki thali ab kya kare haye haye ab kya kare