SONG: Chhalke Na Gham Ke Pyale Piye Ja Piye Ja - छलके ना गम के प्याले पिये जा पिये जा

Chhalke Na Gham Ke Pyale Piye Ja Piye Ja - छलके ना गम के प्याले पिये जा पिये जा

LYRICS:
palko ki had se bahar aasu nikal na aaye kahde musafiro se manjil pe thahar jaye chalke na gam ke pyale piye ja piye ja in aasuo ko piye ja piye ja chalke na gam ke pyale piye ja piye ja in aasuo ko piye ja piye ja khusiyo me mukuraye to dukh me bhi muskura dukh me bhi muskura khusiyo me mukuraye to dukh me bhi muskura dukh me bhi muskura kato se khelta hua gulshan se gujar ja ho gulshan se gujar ja kato se khelta hua gulshan se gujar ja ho gulshan se gujar ja matwale o matwale jiye ja jiye ja in aasuo ko piye ja piye ja chalke na gum ke pyale piye ja piye ja in aasuo ko piye ja piye ja bahne lage na chhala koi dil ka fut ke dil ka fut ke bahne lage na chhala koi dil ka fut ke dil ka fut ke tare na gir pade kahi daman pe tut ke daman pe tut ke tare na gir pade kahi daman pe tut ke daman pe tut ke aaho se dil ke chale siye ja siye ja chhalke na gum ke pyale piye ja piye ja in aasuo ko piye ja piye ja