SONG: Chhalkayen Jaam Aaiye Aapki Aankhon Ke - छलकाएं जाम आइये आपकी आँखों के

Chhalkayen Jaam Aaiye Aapki Aankhon Ke - छलकाएं जाम आइये आपकी आँखों के

LYRICS:
chhalkaye jaam aaiye aapki aankho ke naam hontho ke naam chhalkaye jaam aaiye aapki aankho ke naam hontho ke naam, aankho ke naam hontho ke naam phul jaise tan ke jalve, ye rang-o-bu ke ye rang-o-bu ke, aaj jaam-e-may uthe in hontho ko chhuke, in hontho ko chhuke lachakaiye shakh-e-badan, makaiye julfo ki sham chhalkaye jaam aaiye aapki aankho ke naam hontho ke naam aapka hi naam lekar, pi hai sabhi ne pi hai sabhi ne aap par dhadak rahe hai, pyalo ke sine pyalo ke sine yaha ajanbi koi nahi ye hai aapki mahfil tamaam chhalkaye jaam aaiye aapki aankho ke naam hontho ke naam kaun har kisi ki baahe, baaho mein daale baho mein daale jo nazar nasha pilaye, wo hi sambhale wo hi sambhale duniya ko ho auro ki dhun hamko to hai saki se kaam chhalkaye jaam aaiye aapki aankho ke naam hontho ke naam chhalkaye jaam aaiye aapki aankho ke naam hontho ke naam, aankho ke naam hontho ke naam