SONG: Chhalake Chanda Ka Paimana - छलके चंदा का पैमाना

Chhalake Chanda Ka Paimana - छलके चंदा का पैमाना

LYRICS:
chhalke chanda ka paimaana, o chhalke chanda ka paimaana khoya nashe mein jamaana aaja baalama ho o o yahin pyaar ki hai raat ho o o o o chhalke chanda ka paimaana khoya nashe mein jamaana aaja baalama ho o o yahin pyaar ki hai raat ho o o o o chhalke chanda ka paimaana jhoom raha hai dil mera phir se jhoom raha hai dil mera phir se pyaar ki baatein kare dono jara milke dono jara milke tu sunta ho main yeh kahu ho o o o o chhalke chanda ka paimaana khoya nashe mein jamaana aaja baalama ho o o yahin pyaar ki hai raat ho o o o o chhalake chanda ka paimaana tere liye main toh pyaar se mehku tere liye main toh pyaar se mehku
raah mein tere piya khade khade behku khade khade behku mauj mein teri main toh kahu ho o o o o chhalke chanda ka paimaana khoya nashe mein jamaana aaja baalama ho o o yahin pyaar ki hai raat ho o o o o chhalke chanda ka paimaana chaand ke saath hai ek sitaara chaand ke saath hai ek sitaara de ja tu bhi saiyaan hamako sahaara saiyaan hamko sahaara main bhi teri saath rahu ho o o o o chhalke chanda ka paimaana khoya nashe mein jamaana aaja baalama ho o o yahin pyaar ki hai raat ho o o o o chhlake chanda ka paimaana khoya nashe mein jamaana aaja balma ho o o yahin pyaar ki hai raat ho o o o o chhlake chanda ka paimaana