SONG: Chhai Kaari Badariya Bairaniya Ho Raam - छाई कारी बदरिया बैरनिया हो राम

Chhai Kaari Badariya Bairaniya Ho Raam - छाई कारी बदरिया बैरनिया हो राम

LYRICS:
chhaai kaari badariyaa bairaniyaa ho raam ghan badraa gaganvaa jhukan laagi ho more sajnaa bidesiyaa ko na aaye ho chhaai kaari jhulano pe gaavan ki rut aai re ratiyaan jagaavan ki rut aai re jhulano pe gaavan ki rut aai re ratiyaan jagaavan ki rut aai re kachhu kho ke paavan ki rut aai re kachhu kho ke paavan ki rut aai re more sajnaa bidesiyaa ko na aaye ho chhaai kaari jaave koi pi ko laave sakhi ikale me kachhu naahi bhaave sakhi jaave koi pi ko laave sakhi ikale me kachhu naahi bhaave sakhi haay purvaa pavan ji jalaawe sakhi purvaa pavan ji jalaawe sakhi more sajnaa bidesiyaa ko na aaye ho chhaai kaari chhaai kaari badariyaa bairaniyaa ho raam ghan badraa gaganvaa jhukan laagi ho more sajnaa bidesiyaa ko na aaye ho chhaai kaari