SONG: Chhaai Birahaa Ki Raat Moraa Tadape Jiyaa - छाई बिरहा की रात मोरा तड़पे जिया

Chhaai Birahaa Ki Raat Moraa Tadape Jiyaa - छाई बिरहा की रात मोरा तड़पे जिया

LYRICS:
chhaai birhaa ki raat moraa tadpe jiyaa mose ruthe piyaa koi man kaa sahara nahi ho koi man kaa sahara nahi chhaai birhaa ki raat moraa tadpe jiyaa mose ruthe piyaa koi man kaa sahara nahi ho koi man kaa sahara nahi pal bhar me tut gaye sapno ke moti aansu me dub gai naino ki jyoti pal bhar me tut gaye sapno ke moti aansu me dub gai naino ki jyoti naino ki jyoti sune-sune se hai aaj mere asha ke dwaar naiyaa kaise lage paar jab samne kinara nahi ho koi man kaa sahara nahi man kaa singaar meraa kisne hai chhinaa haatho se chhut gai asha ki binaa man kaa singaar meraa kisne hai chhinaa haatho se chhut gai asha ki binaa asha ki binaa khoi-khoi si hai aaj mere jiwan ki prit gaaun ro-ro ke ye geet mere naino kaa taaraa nahi ho koi man kaa sahara nahi chhaai birhaa ki raat moraa tadpe jiyaa mose ruthe piyaa koi man kaa sahara nahi ho koi man kaa sahara nahi