SONG: Chekhush Nazaare Ke Khud Pukaare Hai - चेखुश नज़ारे के खुद पुकारे है

Chekhush Nazaare Ke Khud Pukaare Hai - चेखुश नज़ारे के खुद पुकारे है

LYRICS:
chekhush nazaare, chekhush nazaare chekhush nazaare, chekhush nazaare ke khud pukaare hai yaar ki manzil chekhush nazaare, chekhush nazaare ke khud pukaare hai yaar ki manzil gulo ki vaadi sabaa ki basti gali bahaaro ki gulo ki vaadi sabaa ki basti gali bahaaro ki nigaah ko thi talaash kab se inhi nazaaro ki ki bekhudi me nikal pada hai uthaa ke saaz-e-dil chekhush nazaare, chekhush nazaare ke khud pukaare hai yaar ki manzil chekhush nazaare, chekhush nazaare ke khud pukaare hai yaar ki manzil ye vo mahal hai har ke daricha hai aasmaan jiska ye vo mahal hai har ke daricha hai aasmaan jiska hai apne sar se kuch bulandi pe aastaa jiska ye vo hai chilman ki jiske pichhe hai vo hasi kaatil chekhush nazaare, chekhush nazaare ke khud pukaare hai yaar ki manzil chekhush nazaare, chekhush nazaare ke khud pukaare hai yaar ki manzil