SONG: Cheen Ke Le Jaoongi Main - छीन के ले जाऊँगी मैं

Cheen Ke Le Jaoongi Main - छीन के ले जाऊँगी मैं

LYRICS:
chhin ke le jaungi main jiyra huzur baat badi saach kahu rasiya huzur phir na kahna ke khabardar na kiya hoshiyar na kiya hoye mar gayi pi pi hoye mar gayi chhin ke le jaungi main jiyra huzur baat badi saach kahu rasiya huzur phir na kahna ke khabardar na kiya hoshiyar na kiya hoye mar gayi pi pi hoye mar gayi pi pi hoye mar gayi tujhpe ye dil aaya hai bhole sanwariya tune najar ki hi nahi mori kajariya tujhpe ye dil aaya hai bhole sanwariya tune najar ki hi nahi mori kajariya dekho hume thukra ke jane nahi paoge khel nahi baat hai isharo ki chhin ke le jaungi main jiyra huzur baat badi saach kahu rasiya huzur phir na kahna ke khabardar na kiya hoshiyar na kiya hoye mar gayi pi pi hoye mar gayi pi pi hoye mar gayi main to kisi baazi me haar na maanu jab se mere hath tujhpe jaye paheli main to kisi baazi me haar na maanu jab se mere hath tujhpe jaye paheli ek najar meri ha ek najar teri ho baazi lagale tu jeet haar ki chhin ke le jaungi main jiyra huzur baat badi saach kahu rasiya huzur phir na kahna ke khabardar na kiya hoshiyar na kiya hoye mar gayi pi pi hoye mar gayi pi pi hoye mar gayi