SONG: Charano Ki Daasi Hu Mai - चरणों की दासी हूँ मैं

Charano Ki Daasi Hu Mai - चरणों की दासी हूँ मैं

LYRICS:
charno ki daasi hun mai charno ki daasi hun mai apne khandaan ki ijjat zindgi bhar bachaungi charno ki daasi hun mai charno ki daasi hun mai ghar ki laaz sambhalungi sambhalungii apne khandaan ki ijjat zindgi bhar bachaungi apne ghar ki laxmi ban kar prem ka jhula jhulungi haan jhulungi apne ghar ki laxmi ban kar prem ka jhula jhulungi haan jhulungi saugandh tumhari is bandhan ko mar kar bhi nahi bhulungi saugandh tumhari is bandhan ko mar kar bhi nahi bhulungi charno ki daasi hun mai ghar ki laaz sambhalungi sambhalungii apne khandaan ki ijjat zindgi bhar bachaungi paise se ijjat roti milti hai dikhaungi haa dikhaungi paise se ijjat roti milti hai dikhaungi haa dikhaungi dharmatma ban mahaatma ko mai duniya kya hai btaungi dharmatma ban mahaatma ko mai duniya kya hai btaungi charno ki daasi hun mai ghar ki laaz sambhalungi sambhalungii apne khandaan ki ijjat zindgi bhar bachaungi