SONG: Char Pate Ka Nishan - चार पत्ते का निशान

Char Pate Ka Nishan - चार पत्ते का निशान

LYRICS:
char pate ka nishan niche pan ki dukan mere pyar ka makan saiya yad rakhna tere daidy ka darban mucho wala hai pathan nahi milna aasan gori yad rakhna char pate ka nishan niche pan ki dukan mere pyar ka makan saiya yad rakhna tere daidy ka darban mucho wala hai pathan nahi milna aasan gori yad rakhna dar kisi bat ka tu dil me na la majnu ka nam le ke sidha chala aa dar kisi bat ka tu dil me na la majnu ka nam le ke sidha chala aa is tarh aane me hai khatra bada milne ka or koi rasta bata aaja tere kuraban le ke hathaili pe jan yahi pyar ki hai shan saiya yad rakhna tere daidy ka darban mucho wala hai pathan nahi milna aasan gori yad rakhna char pate ka nishan niche pan ki dukan mere pyar ka makan saiya yad rakhna batiya banao na ji badh badh ke dar pe lage hai tale aligadh ke batiya banao na ji badh badh ke dar pe lage hai tale aligadh ke chhat pe utar de dakota dil ka udan khatole se tu aaja chadh ke hoga neela aasaman dil waalo ki udaan phir dekhega jahaan gori yaad rakhana hoga neela aasaman dil waalo ki udaan phir dekhega jahaan saiya yaad rakhana tere daidy ka darban mucho wala hai pathan nahi milna aasan gori yad rakhna char pate ka nishan niche pan ki dukan mere pyar ka makan saiya yad rakhna