SONG: Char Din Ki Zindagi Hai Jaa Rahe Hai Din - चार दिन की जिंदगी हैं जा रहें हैं दिन

Char Din Ki Zindagi Hai Jaa Rahe Hai Din - चार दिन की जिंदगी हैं जा रहें हैं दिन

LYRICS:
char din ki zidagi hai jaa rhe hai din do gaye tere milne se pahle do gaye tere bin priye kab milan hoga priye kab milan hoga tum khi kho jaogi jaan me pata agar ban ke hamrahi tera sang hi karta safar ye safar pura nhi hoga tamhare bin do gaye tere milne se pahle do gaye tere bin priye kab milan hoga priye kab milan hoga yad ke tute mahal tab tera mandir bana deep jalte rah gaye chhup gai murat kaha ye diye viswas ke buj jaye na ek din do gaye tere milne se pahle do gaye tere bin priye kab milan hoga priye kab milan hoga