SONG: Char Din Ka Safar - Sad

Char Din Ka Safar - Sad

LYRICS:
ye jeevan hai naarbeli sasural jaaye aakeli jaane kaisa ghar hai beta suljhe nahi ye phaeli zindgi hi dulhan chod jaye gai kal zindgi hi dulhan chod jaye gai kal doli chad jaaye kab ye jawane char din ka safar ye jaha hai muskrale bahut km sama hai zindgi me khushi har gadi do gadi har kadam par naya imthaan char din ka safar ye jaha muskurale bahut km sama hai