SONG: Char Char Hai Lutere - चार चार हैं लुटेरें

Char Char Hai Lutere - चार चार हैं लुटेरें

LYRICS:
char char hai lutere aur ek ladki ho bure logo me fansi hai dekho nek ladki char char hai lutere aur ek ladki bure logo me fansi hai dekho nek ladki tu leke aaja rupaiya are baanke sipahiya baje de baja de inka dhinak dhinak ta thaiya thaiya o char char hai lutere aur ek ladki insano ke chole me ho insano ke chole me ho tum chhupe huye shaitan paise paise ki khatir kyu bech rahe imaan pal bhar me hi utar jayegi ye sab jhuthi masti mit gaye bade bade jalim tum jaiso ki kya hasti tum sab pe o tum sab pe hai bhari aisi ek ladki bure logo me fansi hai dekho nek ladki tu leke aaja rupaiya are baanke sipahiya baja de inka dhinak dhinak ta thaiya thaiya o char char hai lutere aur ek ladki jisko chahiye pyar ka jaam bole apna apna naam tera naam gangaram aur tera naam jamunadas dhat teri ki satyanash nama tumhara hai ganga jamuna nama tumhara hai ganga jamuna aur karte ho ye kaam dub maro besharmo isme ye pada hai jaam nashe ki khatir apni aatma deta hai ye dhokha aadmi itna gir sakta hai pahli baar hai dekha huyi kitni huyi kitni hairan dekh dekh ladki bure logo me fansi hai dekho nek ladki tu leke aaja rupaiya are baanke sipahiya baje de baja de inka dhinak dhinak ta thaiya thaiya char char hai lutere aur ek ladki