SONG: Chane Jor Garam Babu - चने जोर गरम बाबु मैं लाया मज़ेदार

Chane Jor Garam Babu - चने जोर गरम बाबु मैं लाया मज़ेदार

LYRICS:
chane jor gram babu main laya majedaar chane jor gram chane jor gram babu main laya majedaar chane jor gram mere chane hai chatpate bhaiya aur bade latani aur kaise chaav se khaate dekho ram aur ramjaani aur chunu munu ki jubaan bhi ho gayi pani pani aur kahe kabir suno hai sadhu suno guru ki bani chane jor gram babu main laya majedaar chane jor gram chane jor gram babu main laya majedaar chane jor gram arey mother se kaaji banto chnd dino ka thath aur padh likh kar sab chal doge tum apni apni baat phir koi tumme hoga afsar koi governor laat tab main aaunga daftar tumhre main aaunga daftar tumhre liye chane ki chaat chane jor gram babu main laya majedaar chane jor gram chane jor gram babu main laya majedaar chane jor gram