SONG: Chandrma Madbhara Kyon Jhoome Baadar Me - चंद्रमा मदभरा क्यूँ झूमे बदर मे

Chandrma Madbhara Kyon Jhoome Baadar Me - चंद्रमा मदभरा क्यूँ झूमे बदर मे

LYRICS:
chandrma madbhara kyu jhume badar me wo khushi ab kaha mujh birhan ke ghar me chandrma jab se ruthe balam hamare ruthe tab se bhag hamare lag gaya jigar me rog chandarma lag gaya jigar me rog chandarma chandarma chandarma kyu jhume badar me ek to birhan chal na pave upar se kyu aag lagave ja bas aur nagar me chandrma chandrma kyu jhume badar me wo khushi ab kaha mujh birhan ke ghar me chandrma