SONG: Chandrma Ki Chandani Se Bhi Naram - चंद्रमा की चांदनी से भी नरम

Chandrma Ki Chandani Se Bhi Naram - चंद्रमा की चांदनी से भी नरम

LYRICS:
chandrma ki chandani se bhi naram aur ravi ke bhaal se jyada garam hain nahi kuch aur keval pyar hain keval pyar hain dhundhne ko main amrtimy swar naya sindhu ki gahraaiyon mein bhi gaya dhundhne ko main amrtimy swar naya sindhu ki gahraaiyon mein bhi gaya mauth bhi mujhko mili thi raah par dekh mujhko rah gayi thi aah bhar mushkilon ko jo dikhata raasta maut pe jiska nahi kuch vaasta wo nahi kuch aur keval pyar hain keval pyar hain man hua mera ke ishwar se kahun dur tumse aur kitne din rahun man hua mera ke ishwar se kahun dur tumse aur kitne din rahun dekh kar mujhko hansi lachariyan aur duniya ne bajaai taaliyan patharon ko jo banata devta janti duniya nahi jiska pata wo nahi kuch aur keval pyar hain keval pyar hain chandrma ki chandani se bhi naram aur ravi ke bhaal se jyada garam hain nahi kuch aur keval pyar hain keval pyar hain keval pyar hain keval pyar hain keval pyar hain keval pyar hain keval pyar hain keval pyar hain keval pyar hain keval pyar hain