SONG: Chandni Rate - चांदनी राते सर सर आये मंद हवाये

Chandni Rate - चांदनी राते सर सर आये मंद हवाये

LYRICS:
chandni rate sar sar aaye mand hawaye sar sar aaye mand hawaye aaja sajajwa ho mera vyakul manwa ho tore bina ye dole re chandni rate sar sar aaye mand hawaye sar sar aaye mand hawaye aaja sajajwa ho mera vyakul manwa ho tore bina ye dole re utha ke ghunght tori nigahe chhaye chhaye badriya ho utha ke ghunght tori nigahe chhaye chhaye badriya ho aaj besure man dole aaj besure man dole mera vyakul manwa ho tore bina ye dole re chandni rate sar sar aaye mand hawaye sar sar aaye mand hawaye aaja sajajwa ho mera vyakul manwa ho tore bina ye dole re chandni rate sar sar aaye mand hawaye dil hai hasin aur rate jawan chhayi jamne pe ranginiya hai dil hai hasin aur rate jawan chhayi jamne pe ranginiya hai geet gaaye ho geet gaaye jivan mein amrit ghole re mera vyakul manwa ho tore bina ye dole re chandni rate sar sar aaye mand hawaye sar sar aaye mand hawaye aaja sajajwa ho mera vyakul manwa ho tore bina ye dole re chandni rate sar sar aaye mand hawaye