SONG: Chandni Raat Hai Gulshan Me Bahar - चाँदनी रात हैं गुलशन में बहार आई हैं

Chandni Raat Hai Gulshan Me Bahar - चाँदनी रात हैं गुलशन में बहार आई हैं

LYRICS:
chandani raat hai gulshan me bahar aayi hai lutf aa jaye jo aise me kahi aa jaye lutf aa jaye jo aise me kahi aa jaye unse kehna ki vo pal bhar ke liye pal bhar ke liye aa jaye dile betab ko jara aake samjh jaye unse kehna ki vo pal bhar ke liye fir mere dil ko vafao ka yakin aane laga fir mere dil ko vafao ka yakin aane laga ha ha yakin aane laga fir mere sar ki koi jhuthi kasam kha jaye ha kha jaye unse kehna ki palbhar ke liye palbhar ke liye aa jaye yu mere dil ke tadapne ka tamasha dekhe yu mere dil ke tadapne ka tamasha dekhe ha ha tamasha dekhe fir mujhe khawab me milne ke liye aa gaye ha fir mujhe khawab me milne ke liye aa gaye unse kehna ki palbhar ke liye palbhar ke liye aa jaye