SONG: Chandni Chitki Hui Hai Muskurati Raat Hai - चाँदनी चिटकी हुई हैं मुस्कुराती रात हैं

Chandni Chitki Hui Hai Muskurati Raat Hai - चाँदनी चिटकी हुई हैं मुस्कुराती रात हैं

LYRICS:
chandni chitki hui hai muskurati raat hai chandni chitki hui hai muskurati raat hai ek chanda aasman par ek hamare sath hai ek chanda aasman par ek hamare sath hai tumko kya dekhe sitaro tum purane ho chuke tumko kya dekhe sitaro tum purane ho chuke hum to unko dekhte hai jo hamare ho chuke jo hamare ho chuke dil se dil ki bat hai ek chanda aasman par ek hamare sath hai jhumte hai aaj arman hans rahi hai zindagi jhumte hai aaj arman hans rahi hai zindagi dil to pahle hi mile the mil gayi takdir bhi mil gayi takdir bhi aji hath me ab hath hai ek chanda aasman par ek hamare sath hai ek naya jiwan hai paya ik nayi dunia basi mil gayi hai do dilo ko sari dunia ki khushi sari dunia ki khushi kya nirali baat hai ek chanda aasman par ek hamare sath hai chandni chitki hui hai muskurati raat hai ek chanda aasman par ek hamare sath hai ek chanda aasman par