SONG: Chandi Luta Le Chahe Sona Luta Le - चाँदी लुटा ले चाहे सोना लुटा ले

Chandi Luta Le Chahe Sona Luta Le - चाँदी लुटा ले चाहे सोना लुटा ले

LYRICS:
chandi luta le chahe sona baha le kismat ka likha hua tale na taale chandi luta le chahe sona baha le kismat ka likha hua tale na taale wo hai khiladi tu hai khilona jiwan hai tera honi ka hona hasna aur rona wo hai khiladi tu hai khilona jiwan hai tera honi ka hona hasna aur rona tilak lagale chahe ganga nahale kismat ka likha hua tale na taale chandi luta le chahe sona baha le kismat ka likha hua tale na taale faslo ki bali phulo ki pyali karta wahi hai bhar bhar ke khali chandi ki thali faslo ki bali phulo ki pyali karta wahi hai bhar bhar ke khali chandi ki thali kagaz likha le chahe pothi chhapa le kismat ka likha hua tale na taale chandi luta le chahe sona baha le kismat ka likha hua tale na taale matlab ke phere me mai mai na karna na jane kab ho tujhko gujarna jite jee marna matlab ke phere me mai mai na karna na jane kab ho tujhko gujarna jite jee marna jantar jagale chahe mantar padhale kismat ka likha hua tale na taale chandi luta le chahe sona baha le kismat ka likha hua tale na taale