SONG: Chandaniya Nadiya Bich Nahaye - चांदनिया नदिया बीच नहाये

Chandaniya Nadiya Bich Nahaye - चांदनिया नदिया बीच नहाये

LYRICS:
chandaniya nadiya bich nahaye o shital jal me aag lagaye ki chandaa dekh dekh muskaaye ho raama ho raama ho chandaniya nadiya bich nahaye o shital jal me aag lagaye ki chandaa dekh dekh muskaaye ho raama ho raama ho puchh rahi hai lahar lahar se kaun hai ye matvali puchh rahi hai lahar lahar se kaun hai ye matvali tan ki gori chachal chhori gende ki ek daali o rup ki chadhti dhup sunehara rang aaj barsaaye ho raamaa ho raamaa ho chandaniya nadiya bich nahaye o shital jal me aag lagaye ki chandaa dekh dekh muskaaye ho raama ho raama ho parabat parabat ghum ke aayi ye alabeli dhara parabat parabat ghum ke aayi ye alabeli dhara kya jaane kis asaman se tuta hai ye tara o shola banke phul kamal ka jal me bahata jaye ho raamaa ho raamaa ho chandaniya nadiya bich nahaye o shital jal me aag lagaye ki chandaa dekh dekh muskaaye ho raama ho raama ho chandaniya nadiya bich nahaye o shital jal me aag lagaye ki chandaa dekh dekh muskaaye ho raama ho raama ho