SONG: Chandan Ka Palna Resham Ki Dori - चन्दन का पलना रेशम की डोरी

Chandan Ka Palna Resham Ki Dori - चन्दन का पलना रेशम की डोरी

LYRICS:
chandan ka palnaa resham ki dori jhula jhulaau nindiya ko tori chandan ka palnaa so ja ru aise mori sajaniya so ja ru aise mori sajaniya sejiya pe soye jaise dulhaniya chanda ka tika mathe lagaun taaro ki mala tujhi ko pahnaau tohe sulaau ga ga ke lori jhula jhulaau nindiya ko tori chandan ka palnaa