SONG: Chandaamaamaa Dur Ke Pue Pakaaen Bur Ke - चंदामामा दूर के, पुए पकाएं बूर के

Chandaamaamaa Dur Ke Pue Pakaaen Bur Ke - चंदामामा दूर के, पुए पकाएं बूर के

LYRICS:
chandamama dur ke, puye pakaye bur ke chandamama dur ke, puye pakaye bur ke aap khaye thali me, munne ko de pyali me aap khaye thali me, munne ko de pyali me chandamama dur ke, puye pakaye bur ke pyali gayi tut munna gaya ruth pyali gayi tut munna gaya ruth layenge nayi pyaliya baja baja ke taliya layenge nayi pyaliya baja baja ke taliya munne ko manayenge hum dudh malai khayenge chandamama dur ke, puye pakaye bur ke aap khaye thali me, munne ko de pyali me chandamama dur ke, puye pakaye bur ke udankhatole baith ke munna chanda ke ghar jayega udankhatole baith ke munna chanda ke ghar jayega taaro ke sang aankh michauli khel ke dil bahlayega khel kud se jab mere munne ka dil bhar jayega thumak thumak mera munna wapas ghar ko aayega chandamama dur ke, puye pakaye bur ke ho chandamama dur ke, puye pakaye bur ke aap khaye thali me, munne ko de pyali me aap khaye thali me, munne ko de pyali me chandamama dur ke, o puye pakaye bur ke