SONG: Chanda Tale Muskuraye - चंदा तले ओ चंदा तले ओ

Chanda Tale Muskuraye - चंदा तले ओ चंदा तले ओ

LYRICS:
chanda tale o chanda tale o chanda tale muskuraye jawaniya chanda tale muskuraye jawaniya chanda tale muskuraye jawaniya hontho pe aa gayi dil ki kahaniya hontho pe aa gayi dil ki kahaniya chanda tale o chanda tale muskuraye jawaniya dil ka fasana kaha bhi na jaye kahe bina hamse raha bhi na jaye
bha gayi teri nadaniya ho nadaniya chanda tale muskuraye jawaniya hontho pe aa gayi dil ki kahaniya chanda tale o chanda tale muskuraye jawaniya pehli wafaye pehli bahar hai koi bata de kaisa ye pyar hai taro ke jaise taaba liya ho taaba liya ho chanda tale muskuraye jawaniya hontho pe aa gayi dil ki kahaniya chanda tale o chanda tale muskuraye jawaniya