SONG: Chanda Se Bhi Pyara Hai, Ankhiyo Ka Tara Hai - चंदा से भी प्यारा हैं, अँखियों का तारा हैं

Chanda Se Bhi Pyara Hai, Ankhiyo Ka Tara Hai - चंदा से भी प्यारा हैं, अँखियों का तारा हैं

LYRICS:
chanda se bhi pyara hai ankhiyo ka tara hai dil ka sahara mera laadla ho chanda se bhi pyara hai ankhiyo ka tara hai dil ka sahara mera laadla ghata ka saya hai jindagi idhar se aayi udhar chali ruke na jivan ki bansuri haye apni dhun me gaa khushi ka sagar jo chhalke to kyu chale dil sambhal ke kahin tarange machal ke jara mauj me lehraye khushi ka sagar jo chhalke to kyu chale dil sambhal ke kahin tarange machal ke jara mauj me lehraye ghata ka saya hai jindagi idhar se aayi udhar chali ruke na jivan ki bansuri haye apni dhun me gaa chanda se bhi pyara hai ankhiyo ka tara hai dil ka sahara mera laadla jab mera nanha paiya paiya thumak thumak dole tuku tuku taake tuku tuku jhanke gudiya ghunghat khole jab mera nanha paiya paiya thumak thumak dole tuku tuku taake tuku tuku jhanke gudiya ghunghat khole ho gudde ka dulara hai ankhiyo ka tara hai dil ka sahara mera laadla ghata ka saya hai jindagi idhar se aayi udhar chali ruke na jivan ki bansuri apni dhun me gaa jo mastiyo me jeeye hai use nasha bin peeye hai ye raaz tere liye hai magar tu nahi samjha haye jo mastiyo me jeeye hai use nasha bin peeye hai ye raaz tere liye hai magar tu nahi samjha haye ghata ka saya hai jindagi idhar se aayi udhar chali ruke na jivan ki bansuri haye apni dhun me gaa chanda se bhi pyara hai ankhiyo ka tara hai dil ka sahara mera laadla a b c d aa likh de k kh g a b c d aa likh de aur sikha k kh g ab padhne school chala hai ye mera shehjada ab padhne school chala hai ye mera shehjada o pariyo ne sanwara hai ankhiyo ka tara hai dil ka sahara mera laadla chanda se bhi pyara hai ankhiyo ka tara hai dil ka sahara mera laadla