SONG: Chanda Mama Se Pyara - चंदा मामा से प्यारा

Chanda Mama Se Pyara - चंदा मामा से प्यारा

LYRICS:
chanda mama se pyara mera mama meri aanhko ka tara mera mama ek din dulha raja ke sang char kahar bulau apne hatho se hi mai doli me tujhe bithau us din mujhko chhod ke tu aisi dunia me jaye har ek ladki jaha se wapas laut ke fir na aaye rota rahega bechara tera mama rota rahega bechara tera mama