SONG: Chanda Loriya Sunaye Hawa Jhulna Jhulaye - चंदा लोरिया सुनाये हवा झुलना झुलाये

Chanda Loriya Sunaye Hawa Jhulna Jhulaye - चंदा लोरिया सुनाये हवा झुलना झुलाये

LYRICS:
chanda loriya sunaye hawa jhulna jhulaye rani nindiya sulaye mere laal ko chanda loriya sunaye hawa jhulna jhulaye rani nindiya sulaye mere laal ko rani nindiya sulaye mere laal ko barso sham savere maa ne roya dil ka dukhada barso sham savere maa ne roya dil ka dukhada tab ja ke bhagwan ke baksha chand ka tukda chanda loriya sunaye hawa jhulna jhulaye rani nindiya sulaye mere laal ko khelega jab mere angana khel ye pyare pyare khelega jab mere angana khel ye pyare pyare khelan ko tab layegi maa nile gagan ke taare chanda loriya sunaye hawa jhulna jhulaye rani nindiya sulaye mere laal ko band ka sahra banega jis din dulha mera raja band ka sahra banega jis din dulha mera raja khushiyo ki barat sajegi armano ka baja chanda loriya sunaye hawa jhulna jhulaye rani nindiya sulaye mere laal ko rani nindiya sulaye mere laal ko