SONG: Chanda Ki God Me Taro Ki Chav Me - चंदा की गोद में तारों की छांव में

Chanda Ki God Me Taro Ki Chav Me - चंदा की गोद में तारों की छांव में

LYRICS:
chanda ki god me taro ki chhav me ruthe hue hum manaye re haa manaye re badal ki ot me rat ke saye me sajan na humko sataye re na sataye re chanda ki god me taro ki chav me ruthe hue hum manaye re haa manaye re aaj more aaj more aaj more sajan pe jiwan nisar hai nisar hai aaj more sajan pe jiwan nisar hai mausam salauna hai chhayi bahar hai bahar hai o bahar hai ghunght ki aad me ho ghunghat ki aad me sajan hamare haye naino ke teer chalaye re ha chalaye re are chanda ki god me taro ki chhav me ruthe hue hum manaye re ha manaye re jhuthi mohabbat hai jhutha svad hai svad hai jhuthi mohabbat hai jhutha svad hai svad hai o ji tumse tumse tumse mohabbat ka ib na muhal hai muhal hai kya muhal hai ha ha muhal hai ulfat ki aad me ulfat ki aad me sajan hamare hai man ko hamare jalaye re ha jalaye re badal ki ot me rat ke saye me sajan na humko sataye re na sataye re chanda ki god me taro ki chav me ruthe koi hum manaye re haa manaye re