SONG: Chanda Ki Doli Taron Ki Toli Kiski Hai Ye Barat - चंदा की डोली तारों की टोली किसकी हैं ये बारात

Chanda Ki Doli Taron Ki Toli Kiski Hai Ye Barat - चंदा की डोली तारों की टोली किसकी हैं ये बारात

LYRICS:
chanda ki doli taro ki toli kiski hai ye barat ye kaun bholi sajan ki holi na jane aaj ki rat aaj ki rat aaj ki rat aaj ki rat re haye na jane aaj ki rat ye kisne pahni preet ke gahne ghunghat nikala aaj ghunghat nikala aaj ye kiske angana aayi hai sajna pahre pe baithi laz pahre pe baithi laz are matka ke ankhiya karta hai batiya ye kaun kiske sath aaj ki rat aaj ki rat aaj ki rat re haye na jane aaj ki rat ban than ke chalti sajan ki nagri babul ka choda desh he re babul ka choda desh haye dekhe jo koi kisne lgai sakhiyo ke man ko thesh he ri sakhiyo ke man ko thesh haye sakhiyo ke man ko thesh kuch muskura ke pucho to jake sahnayi se ye bat aaj ki rat aaj ki rat aaj ki rat re haye na jane aaj ki rat chanda ki doli taro ki toli kiski hai ye barat ye kaun bholi sajan ki holi na jane aaj ki rat aaj ki rat aaj ki rat aaj ki rat re na jane aaj ki rat