SONG: Chanda Ki Doli Me Thi Ek Pariyo Ki Rani - चन्दा की डोली में थी एक परियों की रानी

Chanda Ki Doli Me Thi Ek Pariyo Ki Rani - चन्दा की डोली में थी एक परियों की रानी

LYRICS:
chanda ki doli me thi ek pariyo ki rani hire ke the pankh jis ke usi ki hai ye kahani chanda ki doli me thi ek pariyo ki rani hire ke the pankh jis ke usi ki hai ye kahani chanda ki doli me thi ek pariyo ki rani ek din vo pari bawari si ho gayi uske hotho ki hansi jane kaha thi kho gayi ek din vo pari bawari si ho gayi uske hotho ki hansi jane kaha thi kho gayi uske mukh par thi udasi aankho me tha pani chanda ki doli me thi ek pariyo ki rani yaha tak to thi pari ki hamari ek si kahanilekin is ke baad hum hum hai or pari pairo me ghunguru tabhibandh kar kuch mor nache us ke liye pairo me ghunguru tabhibandh kar kuch mor nache us ke liye vo hans padi unse hire sabhi moro ke pankho pe jad va diye vo hans padi unse hire sabhi moro ke pankho pe jad va diye tab se har more ke pankho par hai uski ye nisani chanda ki doli me thi ek pariyo ki rani hire ke the pankh jis ke usi ki hai ye kahani chanda ki doli me thi ek pariyo ki rani