SONG: Chanda Ki Chandni Na Suhaye To Kya Kare - चंदा की चांदनी

Chanda Ki Chandni Na Suhaye To Kya Kare - चंदा की चांदनी

LYRICS:
chanda ki chandani na suhaye to kya kare haye kya kare chanda ki chandani hardum kisi ki yaad sataye to kya kare haye kya kare chanda ki chandani aankho se, aansuo se aankho se, aansuo se tabassum se kah chuke unki samjh me baat na aaye to kya kare haye kya kare chanda ki chandani kaliyo ko, badalo ko kaliyo ko, badalo ko sitaro ko bebasa mujhse bhi haal dil ka chhupaye to kya kare haye kya kare chanda ki chandani hum hai ke teri raah me hum hai ke teri raah me aankhe bicha chuke tu ek baar bhi na bulaye to kya kare haye kya kare chanda ki chandani hum dil jala ke nind na aaye to kya kare haye kya kare chanda ki chandani chanda ki chandani na suhaye to kya kare haye kya kare chanda ki chandani