SONG: Chanda Ki Chandni Ka Jadu Yeh Raat Yeh Sama - चंदा की चाँदनी का जादू ये रात ये समां

Chanda Ki Chandni Ka Jadu Yeh Raat Yeh Sama - चंदा की चाँदनी का जादू ये रात ये समां

LYRICS:
chanda ki chandni ka jadu ye rat ye shama ulfat ki mauj le chali hai mujhko na jane kaha chanda ki chandni ka jadu ye rat ye shama ulfat ki mauj le chali hai mujhko na jane kaha chanda ki chandni ka jadu puchho na hai mere dil me kya jo mere sath ho tum apna bhi mai pata kya janu hu mai to pyar me gum puchho na hai mere dil me kya jo mere sath ho tum apna bhi mai pata kya janu hu mai to pyar me gum dil pe nahi hai aaj kabu khulti nahi juba ulfat ki mauj le chali hai mujhko na jane kaha chanda ki chandni ka jadu mai nadiya tu mera sagar hai o man ke meet mere jhume ja tu yuhi lahro me sun sun ke geet mere mai nadiya tu mera sagar hai o man ke meet mere jhume ja tu yuhi lahro me sun sun ke geet mere bhigi ye rat or mai tu mausam jawa jawa ulfat ki mauj le chali hai mujhko na jane kaha chanda ki chandni ka jadu