SONG: Chand Zard Zard Hai Mere Dil Me Pyar Ka Halka Halka Dard Hai - चांद जर्द जर्द है मेरे दिल मे प्यार का हलका हलका दर्द है

Chand Zard Zard Hai Mere Dil Me Pyar Ka Halka Halka Dard Hai - चांद जर्द जर्द है मेरे दिल मे प्यार का हलका हलका दर्द है

LYRICS:
chand zard zard hai haha chand zard zard hai haha mere dil me pyar ka halka halka dard hai chand zard zard hai dil hi jaane kitni kushnasib hu aaj teri kis kadar garib hu dil hi jaane kitni kushnasib hu aaj teri kis kadar garib hu tu mera hai main teri nasib hu, main nasib hu chand zard zard hai haha chand zard zard hai haha mere dil me pyar ka halka halka dard hai chand zard zard hai tera pyar pyar hai ki khawab hai kis kadar ye pyar behisab hai tera pyar pyar hai ki khawab hai kis kadar ye pyar behisab hai tu mere sawal ka jawab ho jawab hai, ho jawab hai chand zard zard hai haha chand zard zard hai haha mere dil me pyar ka halka halka dard hai chand zard zard hai