SONG: Chand Tu Yahan Hai Aur Chand Tu Waha, Itna Bus Bta De - चाँद तू यहाँ है और चाँद तू वहाँ इतना बस बता दे

Chand Tu Yahan Hai Aur Chand Tu Waha, Itna Bus Bta De - चाँद तू यहाँ है और चाँद तू वहाँ इतना बस बता दे

LYRICS:
chand tu yaha hai aur chand tu waha itna bas bata de mujhe man mera kaha man mera kaha chand tu yaha hai aur chand tu waha hath se nikal gaya hai mera bhola man aankho me sama gaya hai kiska bholapan hath se nikal gaya hai mera bhola man aankho me sama gaya hai kiska bholapan nind nahi aati mujhe raat hai jawa raat hai jawa chand tu yaha hai aur chand tu waha bekali badi hai badi hai kal ki aash bhi chand mujhse dur chand dil ke paas bhi bekali badi hai badi hai kal ki aash bhi chand mujhse dur chand dil ke paas bhi jaaungi khushi se waha dil gaya jaha dil gaya jaha chand tu yaha hai aur chand tu waha badlo ki palki me chandani chali chandani chali maine abhi dekhi nahi chand ki gali chand ki gali chand tu kaha mai teri chandani yaha chandani yaha chand tu yaha hai aur chand tu waha itna bas bata de mujhe man mera kaha man mera kaha