SONG: Chand Nikla Bhi Nahi Aur Chandni Hai Saamne - चाँद निकला भी नहीं और चांदनी है सामने

Chand Nikla Bhi Nahi Aur Chandni Hai Saamne - चाँद निकला भी नहीं और चांदनी है सामने

LYRICS:
chaand nikla bhi nahi aur chandani hai saamne chaand nikla bhi nahi aur chandani hai saamne main gira haaye main gira koi aaye mujhko thamne chaand nikla bhi nahi aur chandani hai saamne aaj yaha kal jaane kaha chand bada harjaayi fir bhi pagale panchi ne chand se preet lagayi hai haye chand se preet lagayi hai chaand nikla bhi nahi aur chandani hai saamne main gira haaye main gira koi aaye mujhko thamne chaand nikala bhi nahi aur chandani hai saamne tum jo bano ek shamma main parvana ban jaau ek ishara tum kar do mai diwana ban jaau mai diwana ban jaau chaand nikla bhi nahi aur chandani hai saamne main gira haaye main gira koi aaye mujhko thamne chaand nikala bhi nahi aur chandani hai saamne bahalao yu na sanam pyar ki juthi kasamo se hum anjane log sahi vakif hai in rasamo se haye vaakif hai in rasamo se chand nikla bhi nahi aur chandani hai saamne main gira haaye main gira koi aaye mujhko thamne chaand nikla bhi nahi aur chandani hai saamne main gira haaye main gira koi aaye mujhko thamne chaand nikla bhi nahi aur chandani hai saamne