SONG: Chand Ne Kuchh Kaha - चाँद ने कुछ कहा

Chand Ne Kuchh Kaha - चाँद ने कुछ कहा

LYRICS:
chand ne kuch kaha taaro ne kuch suna bata hi baat me jane kya ho gaya aankh jhuk jhuk gayi dhadkane ruk gayi kya batau mera dil kahan kho gaya chand ne kuch kaha taaro ne kuch suna bata hi baat me jane kya ho gaya hum to khud se hi najre churane lage jane kya sochkar muskurane lage hum to khud se hi najre churane lage jane kya sochkar muskurane lage ab to dil na kisi bhi bahane lage baat hi baat me jane kya ho gaya aankh jhuk jhuk gayi dhadkane ruk gayi kya batau mera dil kahan kho gaya raat aayi julfe sanware huye aankho aankho me kya kya ishare huye raat aayi julfe sanware huye aankho aankho me kya kya ishare huye bas hai itni khabar hum tumhare huye bata hi baat me jane kya ho gaya chand ne kuch kaha taaro ne kuch suna bata hi baat me jane kya ho gayi