SONG: Chand Ko Dekh Ke Kahte Hai Mohabbat Wale - चाँद को देख के कहते हैं मोहब्बत वाले

Chand Ko Dekh Ke Kahte Hai Mohabbat Wale - चाँद को देख के कहते हैं मोहब्बत वाले

LYRICS:
chand ko dekh ke kahte hai mohabbat wale chand ne dekhe nahi chand ne dekhe nahi chand si surat wale chand ko dekh ke chand ko dekh ke kahte hai mohabbat wale chand ne dekhe nahi chand si surat wale chand ko dekh ke apne dildar se kyu ji nahi bharne dete apne dildar se kyu ji nahi bharne dete kami kis baat ki hai kami kis baat ki hai husn ki daulat wale chand ko dekh ke chand ko dekh ke kahte hai mohabbat wale chand ne dekhe nahi chand si surat wale chand ko dekh ke baitha hai wo ji atare lekin kyu munh ko phere baitha hai wo ji atare lekin kyu munh ko phere meri kismat ki bana de meri kismat ki bana de tu o kismat wale chand ko dekh ke chand ko dekh ke kahte hai mohabbat wale chand ne dekhe nahi chand si surat wale chand ko dekh ke