SONG: Chand Kitni Door Tha Sitare Kitni Dur The - चाँद कितनी दूर था सितारे कितनी दूर थे

Chand Kitni Door Tha Sitare Kitni Dur The - चाँद कितनी दूर था सितारे कितनी दूर थे

LYRICS:
chand kitni dur tha sitare kitni dur the tum jo aa gaye to sab karib aa gaye chand kitni dur tha sitare kitni dur the tum jo aa gaye to sab karib aa gaye tumhara hath rat pe hina ka rang mal gaya tumhara hath rat pe hina ka rang mal gaya hamare dil ke tak me charage shok jal gaya do badan ke saye anjuman saja gaye chand kitni dur tha sitare kitni dur the tum jo aa gaye to sab karib aa gaye dulhan bani hui khadi ho tum libaj nur me dulhan bani hui khadi ho tum libaj nur me ki sar jhuka rahi hai chandni mere huzur me aas paas kitne khwab jhilmila gaye chand kitni dur tha sitare kitni dur the tum jo aa gaye to sab karib aa gaye bujha do pyas pyar ki labo se kuch to bol do bujha do pyas pyar ki labo se kuch to bol do bas ek nind so saku ye julfe na khol do tham lo hame ki hum to dagmaga gaye chand kitni dur tha sitare kitni dur the tum jo aa gaye to sab karib aa gaye