SONG: Chand Jaisa Badan Phool Sa Pehran - चाँद जैसा बदन फूल सा परहन

Chand Jaisa Badan Phool Sa Pehran - चाँद जैसा बदन फूल सा परहन

LYRICS:
chand jaisa badan phool sa perahan jane kitne dino pe sitam dhayega aaj kal tum kayamat se kuch kam nahi jo bhi dekhega diwana ho jayega aaj kal tum kayamat se kuch kam nahi rukh pe julfe yu na uljhan me dalo khuda ke liye dil ki diwangi or badh jayegi dil ki diwangi or badh jayegi ishq kuch or gustakh ho jayega aaj kal tum kayamat se kuch kam nahi jo bhi dekhega diwana ho jayega aaj kal tum kayamat se kuch kam nahi berukhi ka asar kuch na hoga yaha man jao na lo is kadar imtiha apni ruswaiyo ka hame dar nahi apni ruswaiyo ka hame dar nahi soch lo tum pe ilzam aa jayega aaj kal tum kayamat se kuch kam nahi jo bhi dekhega diwana ho jayega aaj kal tum kayamat se kuch kam nahi rang kyu ud gaya dil pe kyu hath hai dil lagaya to darne ki kya bat hai muskura kar jara ek najar dekh le muskura kar jara ek najar dekh le chalte chalte jamana thahar jayega aaj kal tum kayamat se kuhc kam nahi jo bhi dekhega diwana ho jayega chand jaida badan phool sa perahan jane kitne dino pe sitam dhayega chand jaida badan phool sa perahan