SONG: Chand Hai Mehman Ae Dil Aaj Ki Is Rat Ka - चाँद है मेहमान ऐ दिल आज की इस रात का

Chand Hai Mehman Ae Dil Aaj Ki Is Rat Ka - चाँद है मेहमान ऐ दिल आज की इस रात का

LYRICS:
chand hai mehmaan ae dil aaj ki is raat ka shukriya karati nigaahe pyaar ki saugaat ka chand hai mehmaan ae dil aaj ki is raat ka shukriya karati nigaahe pyaar ki saugaat ka chand hai mehmaan ae dil chhandani aayi hai banke pyaar ki pahali sahar baandh ke rakhu najar se is sahar ko umr bhar aa gaya mausam hasin nagmaat ki baaraat ka chand hai mehmaan ae dil husn ki aagosh hain aur zindagi madhosh hain dhadkano me halka halka is milan ka josh hai chaudavi manjil pe chhaya rang mulakaat ka chand hai mehmaan ae dil jhuk gaya kuchh aasama, kuchh jami upar uthi mil gaye hain do kinaare baat kuchh aisi bani hai pata bas do dilo ko ek nashili baat ka chand hai mehmaan ae dil aaj ki is raat ka shukriya karati nigaahe pyaar ki saugaat ka chand hai mehmaan ae dil