SONG: Chand Gagan Se Phool Chaman Se, Reh Nahi Sakta Dur - चांद गगन से फूल चमन से, रह नहीं सकता दूर

Chand Gagan Se Phool Chaman Se, Reh Nahi Sakta Dur - चांद गगन से फूल चमन से, रह नहीं सकता दूर

LYRICS:
chand gagan se phul chaman se, reh nahi sakta dur yahi hai reet yahi dastur, yahi hai reet yahi dastur dip se jyoti sip se moti milne par majbur yahi hai reet yahi dastur, yahi hai reet yahi dastur jaise kacche kanch ke darpan, aise hai ye pyar ke bandhan jaise kacche kanch ke darpan, aise hai ye pyar ke bandhan tod sake na chhod sake na bade bade magrur yahi hai reet yahi dastur, yahi hai reet yahi dastur jiwan sathi sath na chhod e, jiwan sathi sath na chhod e ek duje ka hath na chhode, ek duje ka hath na chhod e bhul hui to chot lagi to hoga dard jarur yahi hai reet yahi dastur, yahi hai reet yahi dastur log kare bhagwan ki pooja, log kare bhagwan ki pooja pyar hai kya bhagwan hai duja pyar hai kya bhagwan hai duja pyar wo pooja ek me duja diye me jaise noor yahi hai reet yahi dastur, yahi hai reet yahi dastur chand gagan se phul chaman se, rah nahi sakta dur yahi hai reet yahi dastur, yahi hai reet yahi dastur deep se jyoti sip se moti milne par majbur yahi hai reet yahi dastur, yahi hai reet yahi dastur