SONG: Chand Dhalne Laga - चाँद ढ़लने लगा

Chand Dhalne Laga - चाँद ढ़लने लगा

LYRICS:
chand dhalne laga chand dhalne laga dil machalne laga aa bhi ja, aa bhi ja, aa bhi jaao piya chand dhalne laga rat jane ko hai bhor aane ko hai sang tu hai nahi mera dhadke jiya chand dhalne laga kitni bholi si nadan thi main pyar se hay anjan thi maine rasbhari adh khili si kali thi ek chhoti si muskan thi main ek chhoti si muskan thi main tumne ye kya kiya o salone piya bat hi bat me mera dil le liya chand dhalne laga dhundhta hai tumhe pyar mera is nashili suhani ghadi me rah me nain kab se bichhaye bawri si akeli khadi main bawri si akeli khadi main bhor aati nahi jag paati nahi kaun sa tumne mujh par ye jaadu kiya chand dhalne laga dil machalne laga aa bhi ja, aa bhi ja, aa bhi jaao piya chand dhalne laga