SONG: Chand Churake Laya Hoon Chand Churake - चाँद चुराके लाया हूँ चाँद चुराके

Chand Churake Laya Hoon Chand Churake - चाँद चुराके लाया हूँ चाँद चुराके

LYRICS:
chand chura ke laya hu chand chura ke laya hu, chal baithe church ke pichhe ho na koyi dekhe na pahchane, baithe ped ke niche arre chal baithe church ke pichhe kal bapu jag gaye the, meri laaj ki socho kal bapu jag gaye the, meri laaj ki socho arre jo hona tha kal hua tha aaj to aaj ki socho kal bapu jag gaye the meri laaj ki socho arre jo hona tha kal hua tha aaj to aaj ki socho jag gaye to, jagane do, achchha to phir chal baithe church ke pichhe chand chura ke laya hu chand chura ke laya hu, chal baithe church ke pichhe chal dariya par kashti le chal dur kahi beh jaye chal dariya par kashti le chal dur kahi beh jaye ho dhudh na paye bastii vale sahil se keh jaye bol diya to, bolne do na, achchha to phir chal baithe church ke pichhe chand chura ke laya hu chand chura ke laya hu, chal baithe church ke pichhe ho na koyi dekhe na pahchane, baithe ped ke niiche ho chal baithen church ke pichhe chand chura ke laya hu, ho chand chura ke layi hu chand chura ke laya hu, chal baithe church ke pichhe