SONG: Chanaa Jor Garam - चना जोर गरम

Chanaa Jor Garam - चना जोर गरम

LYRICS:
aa rahe hai samne se chand naujawa karte hai baat se to jaise tis maar khan laila ki ungaliya hai ya majnu ki pasliya chalta nahi hai pata ki hai ladke hai ya ladkiya ke hai ladke hai ya ladkiya ke hai ladke hai ya ladkiya hey kamal ho ya kamala bimal ho ya bimala bate jana sarkar nahi to hum samjhenge ki chana jor garam kamal ho ya kamala bimal ho ya bimala bate jana sarkar nahi to hum samjhege ki chana jor garam ye kon ke thekedar banege kya kahna ye desh ke pehare dar banege kya kahna hari nisani or pila chehra or na laahu badan me julf gira ke mathe pe ye khak ladege chana jor garam kamal ho ya kamala bimal ho ya bimala bate jana sarkar nahi to hum samjhenge ki chana jor garam ladki dekhi khas liya bhai khub kiya ladki dekhi khas liya bhai khub kiya aaji kya badiya romance kiya bhai khub kiya shuku shuku gaate gaate ho gayi suku chana jor garam kamal ho ya kamala bimal ho ya bimala bate jana sarkar nahi to hum samjhenge ki chana jor garam chidi mar ka pahlwan tum jiyo jiyo assi pond ke naujawan tum jiyo jiyo chidi mar ka pahlwan tum jiyo jiyo assi pond ke no jawan tum jiyo jiyo tumse kya banduk uthegi kya chalegi talwar dusman ager aa jaye to pahna dena haar chana jor garam kamal ho ya kamala bimal ho ya bimala bate jana sarkar nahi to hum samjhege ki chana jor garam