SONG: Champa Kali Dekho Jhuk Hi Gayi - चम्पा कली देखो झुक ही गयी

Champa Kali Dekho Jhuk Hi Gayi - चम्पा कली देखो झुक ही गयी

LYRICS:
champa kali dekho jhuk hi gayi re jaadu kiya mere pyaar ne juhi ke phul tune dil le liya re pagal kiya tere pyaar ne champa kali dekho jhuk hi gayi re jaadu kiya mere pyaar ne ye tera shabaab pyaar ka kamal ankhadiya hai ya koi gazal hai pyaar ki ye tera shabaab pyaar ka kamal ankhadiya hai ya koi gazal hai pyaar ki ban gaye ham yu hasi ban gaye ham yu hasi, aap ki ye inaayat hui champa kali dekho jhuk hi gayi re jaadu kiya mere pyaar ne mere dil ki aag raag ban gayi mujh ko zindagi me gungunana aa gaya mere dil ki aag raag ban gayi mujh ko zindagi me gungunana aa gaya jaan-e-man tum jaan lo jaan-e-man tum jaan lo, pyar patthar ko deta hai jhuka juhi ke phul tune dil le liya re pagal kiya tere pyaar ne raat naujavaan tum bhi ho yaha aaj apne pyaar par bahaar aa gayi raat naujavaan tum bhi ho yaha aaj apne pyaar par bahaar aa gayi mil gaye dil khil gaye mil gaye dil khil gaye, ye kali teri dulhan banegi champa kali dekho jhuk hi gayi re jaadu kiya mere pyaar ne juhi ke phul tune dil le liya re pagal kiya tere pyaar ne champa kali dekho jhuk hi gayi re jaadu kiya mere pyaar ne