SONG: Chaman Ke Phul Bhi Tujhako Gulaab Kahate Hain - चमन के फूल भी तुझको गुलाब कहते हैं

Chaman Ke Phul Bhi Tujhako Gulaab Kahate Hain - चमन के फूल भी तुझको गुलाब कहते हैं

LYRICS:
chaman ke phul bhi tujhko gulab kahte hai hami nahi hai hami nahi hai sabhi lajvaab kahte hai nazar mila ke mere dil ki baat pahachano suna hai chehre ko suna hai chehre ko dil ki kitaab kahte hai chaman ke phul bhi tujhko saaz-e-dil chhed diya hai to ye nagma sun lo bikhri bikhri hui ye pyar ki kirne chun lo isi kiran ko sanam aaftaab kahte hai hami nahi, hami nahi hami nahi hai sabhi lajvaab kahte hai chaman ke phul bhi tujhko aaj tak dekhi nahi aisi dahakti aankhe daal do aa ke in aankho me chhalkati aankhe sambhal ke pina ise sab sharab kahte hai hami nahi, hami nahi hami nahi hai sabhi lajvaab kahte hai chaman ke phul bhi tujhko gulab kahte hai hami nahi hai sabhi lajvaab kahte hai nazar mila ke mere dil ki baat pahachano suna hai chehre ko dil ki kitaab kahte hai chaman ke phul bhi tujhko