SONG: Cham Cham - छम छम

Cham Cham - छम छम

LYRICS:
kabhi cham cham barse kabhi tham tham barse kabhi cham cham barse kabhi tham tham barse jab ye mann pyasa ho kabhi kam kam barse kabhi bemausam ho jaaye meharbaaniyaan kabhi sawan mein bhi kar le beimaaniyaan kabhi cham cham barse kabhi tham tham barse kabhi cham cham barse kabhi tham tham barse jab ye mann pyasa ho kabhi kam kam barse kabhi bemausam ho jaaye meharbaaniyaan kabhi sawan mein bhi kar le beimaaniyaan kabhi cham cham barse kabhi tham tham barse ayi ayi ayi ayi yo… kar de kabhi paani paani kabhi tip tip kar udd jaaye bin dustak aa jaaye jhat se aur din bhar shor machaaye ayi ayi ayi ayi yo… kar de kabhi paani paani kabhi tip tip kar udd jaaye bin dustak aa jaaye jhat se aur din bhar shor machaaye dil ke zazbaat na samjhe nazar ki baat na samjhe kar le zid apni poori mere halaat na samjhe ab aur chalegi na meri manmaaniyaan manzoor nahi dil ko teri sultaniyaan kabhi ek sur naa lage kabhi sargam barse kabhi ye mann pyasa ho kabhi kam kam barse kabhi bemausam ho jaaye meharbaaniyaan kabhi sawan mein bhi kar le beimaaniyaan kabhi cham cham barse kabhi tham tham barse cham cham.